Ayesha Shaikh
11-03-2024Gluten Wali baji support grp 13 meri bhot badi testimony hai ki aaj mujhe ghar ke registration le liye jaana tha aur humne opposite party ko pehle hi payment kardiye the usne bahana banana shuru liya 12 baje dopahar se 3 baj gae nahi aaya aur kaha ramzaan baad karugi humne 19 baar Bismillah padte gae aur ghar wapas jaate hi uska raaste main phn aaya ki woh aa raha hai aur Alhamdulillah kaam ho gaya