Chotu Khan
31-07-2026Main recovery calls bahut pareshan ho gaya tha. Har din kai baar phone aate the aur samajh nhi aara tha kya karun. Yahan baat krne ke baad mujhe proper guidance mili aur har step patiently samjhaya gaya. Ab situation pehle se kafi better hogye aur stress bhi kam hogya hain.